SEO

7-Basic-Principles-of-SEO

SEO (Search Engine Optimization) kya hai:

SEO kyu jaruri hota hai janiye Hindi me.

Aaj kal har jagah digitization ho rha h or duniya m online business ka bahut bada scope hai. har cheej aaj kal internet p mil jati hai agar aap ko apna business online karna h to us ke lie aap k pass website honi chahiye or sath hi website hone ke sath sath aap ki website ki ranking google p acchi honi chahiye. Google p ranking acchi hone par aap ki website par visitors jyada aayenge or aap ka business accha chlega, or Google m apni site ko high position pe lane ke liye aap ko SEO(Search Engine Optimization) ki Jarurat hoti h.

Type of SEO:

SEO do (2) tarah ke hote he.

  1.  On Page Search Engine Optimization.
  2. Off page Search Engine Optimization.

On Page Search Engine Optimization: 

Ham jab koi Post likhte hai to usme Title, URL, Discription, Key words, Image or bhi jitni bhi chije hoti sabhi ko acche se optimize karke post publish karte hai. jis se wo search me achi se aa sake. ham aisa bhi kah sakte hai ki On Page Optimization ka matlab apni website ko Google ke risult k hisab se banana.